सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं

संदेश

Important of nature लेबल वाली पोस्ट दिखाई जा रही हैं

Nadiyon ko pradushan se bachane ke upay - नदियों को प्रदूषण से बचाने के उपाय

Nadiyo ko pradushan se bachane ke upay ? Ye ek bhut hi important question hai jo hum sb puchte hai ya padhte hai ki hum log kese nadiyon ko pradushan se bacha sakte hai . Hum aaj sabse pehle nadiyo ke bare m ye jane ge ki humari liye nadiya kyo important aur kis tarike se nadiya manav ke liye upyogi hai last kuch hum upye janege ki kis trike se nadiyo ko hum pardushan se bacha sakte hai.  Nadiya kyo jaroori hai : Agar hum ye samjhne ka try kare ki nadiya kyo jaroori hai to sbse pehli cheej ye hai ki nadiyo se nature ki khubsurti bni rahti hai sath hi nadiya humare liye aaj ke time m pani ka bhut hi badha source hai . Nadiyo ke through hi aaj ke time m kai sare areas m pani ki supply hoti  hai sath hi nadiya uno sabhi water animals ke liye bhi jaroori hai jo water ke andar hi rehte hai.  Nadiyo ki importance bhut hi jada hai kyo ki iske through hi aaj ke time m humri bhut sari needs puri ho rahi hai. Sath hi sath nadiyo ke pani par bhi aaj ke time m hum log bhut Jada dep...