सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं

संदेश

Career Options लेबल वाली पोस्ट दिखाई जा रही हैं

10th ke baad konsa subject lena chahiye?

10th ke baad konsa sa subject lena chaiye ? Ye swal har student ke Maan m hota hai ki vo 10th pass karne ke baad ye nhi decide kar pate ki Science, Arts ya Commerce konsa stream chosse kare. Sabhi students ye decide nhi kar pate hai ki une 10th ke baad konsa subject lena chaiye?  Kuch students apne parents ke according subject chose karte hai jabki kuch students aise hote hai jo apne teacher ke according ya unse consult kar ke subject  chose karte hai. Aaj k time m bhut se students hai jinke upper apne parents ka parssure hota hai ki jo parents ka dream hai usko pura kare . Example: Ek student jo apne dream ke according CA ban na chahta hai but uske parents chahte hai ki unka son/ daughter Doctor bne to vo log uske accoding use subject dila dete hai bina uske consult kiye . Baad m us bachhe ke upper bhut hi jada parssure ho jata hai jiske wajh se vo student apne ability ke according nhi study kar pata hai aur kuch situation m vo dipress ho jata hai . Request from Parents: M sa...